Friday, May 2, 2014

mumma..

mein  kya karoon teri pyaare baaton ke bina?
jo likhta hai mujhme  pyaari si kahaniyaan,
mere dil se na hata saku, yeh hai nahi koi mazaak.
ab yeh kya ho raha hai mere mann mein tu hi bata?
pyaar ki nasha mere sar pe hai yeh chada.


tu jo mili mujhe hui ek nayi shuruwaat
na ho door humse yeh anoki jasbaat
jab tu pass ho mere, na hoon mein kabhi tanha
mann mera gaa raha hai, rok na saku, sunja
tu hi meri zindagi hai  har pal sun le zara